Happy children's day. Children's day or baal divas kyu manate hai
Happy children's day
Jaise ki maine
diwali k liye ek post likha thik ussi tarha main ne baal divas ke liye ye post
lekar aaya hoon.
Waise to aap ko pata hi hai ki Children's day 14 November ko
manaya jata hai. Children's day hamare desh bharat ki bhaut hi important day
hai. Children's day ko hindi me baal divas kaha jata hai aur bengali me shesu
divas kehte hai. Ye teeno naam alag alag bhasa me hai.
Children's day ke baare me bahut se logon ko
pata nahi hai ki Children's day or baal divas kyu manate hai. Kabhi kabhi toh
bahut sara log sochte hai ki Children's day kya hai.
To dosto chaliye aaj
children's day ke baare mein jaante hai. Me yaha par children's day ko hindi me
shiksha ke tour par iss divas ko likh raha hoon. Jisse aapko samajne me asani
hoga.
Children's day
aal divas bhi hamare desh ki bhaut hi important day hai. Iss
divas ya din ko har saal ke 14 November ko manaya jata hai. Kyunki issi din
hamare desh bharat ki pahla pradhan mantri PM pandit jawharlaal nehru ji ka
janm hua tha. Nehru ji ko baccho se bahut prem the. Aur bacche bhi unhe pyaar
se chacha nehru kehte the. Isliye is din ko baal divas ke rup me manaya jata
hai.
Ye hai bharat
ke pahla pradhan mantri pandit jawarlaal Nehru.
Ye bhi padhe......!
Baal divas ka bahut hi bada mahatwa hai. Bacche
to desh ki bhabisa hai. Ye bacche hi desh ko sahi marg dikha sakta hai. Isiliye
chacha nehru ji ne janm din ko desh ke pyaare pyaare baccho ko samarpit kar
diya hai.
Baal divas ke awasar par school me rang berange
samarah hote hai. Ye samarah baccho ki bikash ke liye kiya jata hai jise dekh
kar baccho ke maan me aage badne ki utsha paida hota hai. Iss awasar par khel
kud, quiz bahut sare protiogita hote hain. Aur protiogita me jitne waale baccho
ko inaam diya jata hai.
Ye bhi padhe......!
Baal divas par mukhy samarah rajdhani
Happy children's day
आप अपना सुझाव Comment मे दिजिये और हमारे इस Website को Subscribe जरुर करिये ताकि New Post की जानकारी आपको Email
Inbox मे मिले ! Thanks….
Read More Articles
In Hindi
- Modi Ji Ne Kaise Dhajiya Uadaya Black Money Ka
- Photoshop Me 2 Photos Ko Kaise Joint Karte Hai [Best Tricks]
- Parchaai or Shadow Wala Image Kaise Banate hai Photoshop Me
- Life Me Success Kaise Bane? Success Hone Ke Liye Parishram Ki Mahatv Ko Jane
- Adobe Photoshop Me Photo Kaise Banate Hai Sikhe Hindi Me
- Adobe Photoshop Tools Ki Puri Jaankaari Hindi Me S
- Internet Se Hone Waale Fayde ! Advantages Of The Internet
- S
Tags:
Festival








