Diwali Kya Hai? Diwali Kaise Aur Kyu Manate Hai.
Jaise ki aap ko pata hai
ki diwali bharat ka tyohar hai. Diwali kya hai kaise manate hai ye sab
jaankaari puri detail ke saath.
Diwali or Dipawali Kya Hai ?
Dipawali ka matlab hai
deepo ki awali . Ye tyohar deep jalakar manaya jata hai. Dipawali ek prakash ki
tyohar hai matlab dipawali ke din charo taraf ujala hi ujala hota hai. Yeho
andhkaar par prakash ki bijay ka tyohar hai. Iss tyohar ko bharat or India me
bade dhum dham se manaya jata hai.
Diwali Kab Manay Jata Hai ?
Diwali kartik
Diwali Kyu Manaya Jata Hai ?
Suna Hai ki Raja dasarath ke puttara bhagwan shree Ram ne isi din dust Ravan ko marker 14 barsa banwaas ke baad ayodhya lote kar aaye the. Uss din ayodhya baasi ne dipak jalakar khushiya manyai thi. Isliye har barsa kartek amabasay ko log rat me dipak jalakar yeho tyohar manate hai.
Diwali Kaise Manate Hai ?
Dipawali ki taiyari bahut Pahle se ki jaate hai. Dipawali se Pehle log apne apne gharo, dukaano aur aaspass ki safai karte hai. Dipawali ke din gharo me dipak jalakar gharo ko sajate hai dukaano me bijli ki battiya jalakar sajate hai. Aur sab log patake jalate hai. Bajar se mithaiya khareed ta hai. Raat ko gharo me Laxmi aur ganesh ki puja karte hai. Gharo me dipako se roshni hoti hai. Gharo ke chatto par log dipako ki line laga kar saja dete hai.
Aajkal rang birange
bijli bulb aur jhalre lagaye jate hai. Bahut sara log to nayi nayi kapde
pahante hai. Ek dusre ke ghar me mithaiya baat te hai. Bachhe phuljariye aur
patake jalate hai.
Dipawali bharat me bahut
hi achi tarah se manate hai. Ye tyohar aapas me pyaar aur bhaaichaara bhada te
hai. Ye tyohar sabhi dharm ke log manate hai.
आप अपना सुझाव Comment मे दिजिये और हमारे इस Website को Subscribe जरुर करिये ताकि New Post की जानकारी आपको Email
Inbox मे मिले ! Thanks….
Read More Articles In Hindi
- Android Phone Ki Speed Kaise Aur Kyu Kam Hota Hai [Smartphone Ki Speed Kaise Badaye 5 Tips]
- Laptop Ko Lambe Samay Tak Kaise Use Kare [10 Badiya Tips]
- Face Change Kaise Karte hain Photoshop Me [Puri Jaankari Hindi Me]
- HS or HSLC Exam Results 2017 | Internet Me Exam Results Kaise Dekhte Hai
Tags:
Festival

आप के ब्लॉग को देख कर अच्छा लगा अगर आप ऑनलाइन फ्री ब्लॉग बना के अच्छा पैसा कामना चाहते है तो आज ही जुड़े हम से http://24hoursseo.blogspot.com
जवाब देंहटाएंHappy Diwali sudheer ji
हटाएंAchha article hain bhai
जवाब देंहटाएंJi ha article chota hai but isme unn sawalo ka jawab mil jata hai....
हटाएं