English Me Baat Kahaan Se Shuru Kare





 Aaj hum English me baat Kaise shuru kare isi topic par baat karte hai. Kisi Se baat shuru karne ke liye kuch khas prasanna se hi shuru kiya jata hai chahe woh koi bhi bhasa ho English ya hindi kisi ke saath baat karne ke liye unka naam puch sakte hai aise hi kisi baat par.

Khas prasanna se shuru kare isi liye me kuch prasanna aur uttar de raha jise padh kar apne friends ke saath practice kare taki aap English me improve ho sake.

Dhyaan rakhiye ki practice sirf friends ke saath nahi balki apne parivaar ke sadasya ke saath bhi practice kare aur school, college, office me bhi baat kare.

Ye raha question and answer.........



1. What is your name?
(आपका नाम क्या है?)
Ans- My name is........ (apnaa naam de)
(मेरा नाम.......)

2. How are you?
(आप कैसे हैं)
Ans- I am fine (में ठीक हु)

3. Where do you live?
( आप कहां रहते हैं)
Ans- I live at rampaur.
(मैं रामपुर में रेहता हूँ)

4. What do you do?
(आप क्या करते हैं)
Ans- I work in a bank.
(में बैंक में काम करता हू)

5. What's going on?
(और क्या चल रहा है)
Ans- Nothing special

(कुछ खास नहीं)