English Sikhe "Can" Ka Istemaal Karke
English speaking ke liye can ke baare me jaaniye kaise use karte hain. english english har jagha english. bas english hi sikhna hai toh kaise sikhe english. iss post me sikhe ki word ko kaise istemaal karte hai.
Use of can
Can ka proyag apni takat ya shakti ko pradarsit karne ke liye kiya jata hai. (can का प्रयोग अपनी ताकत या शक्ति को
प्रदर्शित करने के लिए किया जाता है)
Pehchaan : सकता है, सकती है।
(A) sub+can+v1+obj.
(I) can+sub+v1+obj.
(N) sub+can't +v1+obj.
1. Hum can ko English speaking me possibility ke liye use karte hai.
Example -
* Can you do that
* You can not smoke in here.
2. Can ko ability ke liye use karte hai.
* I can go.
* I can't sing the song.
* You can speak English.
3. Can ko verb ke saath bhi use karte hai. Verb - go, come,smell,feel,play.
* we can play.
* can we hear the sound.
- Google Par Gmail Account and Email kaise banaye
- Happy children's day. Children's day or baal divas kyu manate hai
- Diwali kya hai? Diwali kaise aur kyu manate hai.
- Facebook Ki Message Aur Conversation Ko Kaise Delete Karte Hai
- Can kya hai kaise use karte hain
- English me avibadan kaise karte hai
- Internet kya hai? Internet kaise bana
- Hello, ok, thank you ye words ke baare mein jaaniye
- Android kya hai kya hota hai android se
- English me baat kahaan se shuru kare
Tags:
Spoken English

Hello!
जवाब देंहटाएंYou can comment.